Wagga Wagga tutor in Geography, History, Politics, Religious Studies, Society and Culture
Namaste my name is Priyanka main India se hun main Hindi language mein baat karna padhna likhna bacchon ko sikha rahi hun pichhle 15 salon se aur sath mein main social studies bhi bacchon ko padhaati hun agar aap chahte Hain Ki Main aapko Hindi bolane likhane padhne mein madad karo aur sath hi study mein bhi aapko Meri madad chahie to aap mere sath ek demo class book kar sakte hain thank u dhanyvad